Subscribe Twitter Facebook

Monday, March 21, 2011

Happy holi.


Jab musharaf Pakistan se bhag skta h,
Zardari president ban skta h,
Peshawar me 1 din pehle chand dikh skta h,
England Ireland se har skta h,
Papu pass ho skta h,
Munni badnaam ho skti h,
Shila jawan ho skti h,
Do nain mast ho skte h,
Pyaaj 80 rs kilo ho skti h,
Saniya Pakistan me shadi kar skti h,
One day match me double century
Lag skti h,
To fir mai holi ke din hi,
Happy holi wish nahi kar skti kya?
Wish u happy holi…

Radha ka rang aur
mohan ki pichkari,
pyar ke rang se rang
do duniya sari,ye
rang na koi jaat jane
na koi boli,mubarak
ho aapko rango ki holi
wish u happy holi…

khana pina rang udana,
is rang ki dhundh me hume na bhulna,
geet gao khusiya manao,
bolo mithi boli,
hamari taraf se aapko or aapke,
parivar ko,
happy holi…

agr aap muje sms nahi karoge,
to 5 din baad aap
lal
pile
hare
nile
ho jaoge,
Ghabrao nahi yaar,
6 din baad holi he,
I hope im 1st to wish u,
Happy holi…

Holi par aapko
“vivah” ki wife
“dhoom” ki bike
“don” ki life
“krish” ka josh
“babul” ka dular aur
“umravjaan” ka pyar,
mile
Happy holi…

No toil
No kholi
Khavo “Goli” aur
Raho “Sloly”
Q ki
O my “Dear”
aaj hai
“Holi”
Wish a colourful holi…

Aapne dil ka haal
Batana chhod diya,
Humne bhi gehrai mein jaana chhod diya,
Lekin holi se pehle hi Q aap ne naah na,
Chhod diya?
Bura na mano holi hai…

Rango se b rangin
Zindagi he hamari,
Rangili rahe ye
Bandage hamari,
Kabhi n bhige ye pyar,
Ke rangoli
Oye mere yaar wish u
“Happy dhulety”…

Rang ke sang zoomo
Dil ke tar chumo,
Prem se bharo
Pichkari umang se lo
Gulal,
Nafrat ko maro goli,
Aaj prem ki holi,
Happy holi…

Monday, January 31, 2011

Happy Birthday.




Har din se pyarr lagta hai
Hame ye khaas din,
Hum jise bitana nahi chahte aap bin,
Vaise to DIL deta hai sada hi Dua aapko
Phir bhi kehte hai mubark ho janmdin
Aapko.
Happy Birthday.

khuda kaise karu shukriya is din ke liye,
Jis din tume dharti pe bheja hamare liye,
Na jaane kyo main intezaar kar rahi thi,
Shayad janamdin hai tumhara is liye,
Meri har ek dua hai,
Dil khud janta hai tu
Na ho to dhadkega kis ke liye.
Happy birthday.

ye din, ye mahina, ye taarikh
Jad jab aai
Hum ne kitne pyaar se janam din
Ki mehfil sajayi
Har shamaa par naam likh
Diya dosti ka
Is ki roshni mein chaand
Jaisi teri
Surat hai samai.Happy
Birthday.

Har raah aasan ho,
Har raah pe khushiya ho,
Har din khubsoorat ho,
Yahi har din meri dua ho
Happy birthday.

kabhi khusi ki aasha,
kabhi gam ki nirasha,
kabhi khusiyo ki dhup, kabhi hakiwat ki chhaya,
kuchh khokar kuchh,
pane ki aasha
shayad yahi he,
zindadi ki pari bhasa .
happy birthday...

Friday, January 28, 2011

Pahelo prem.



kabar nathi ane hu shu kahi gayo
prem maro aashu ni dhara ma wahi gayo
madwani cheeli tak pan main ghumavi jyare
ane bujio jivan saathi madi gayo
nahoto gum hruday ma tutwano ane
hu badhu chup chap sahan kari gayo
hasi lav chu mitro na saath ma kyarek
baki to hu jivta jiv sagar ma dubi gayo
radavi jaay che aaje pan ani yaad kyarek
karan ke maro pahelo prem adhuro rahi gayo

Tuesday, December 28, 2010

Jaane Ye Kaun Sa Mausam Hai!



Jaane ye kaun sa mausam hai
Na sardiyon ki dhoop hai
Na din yahan par kam hai
Na thand ka koi bhi roop hai

Na mitti ki khushbu hai
Na bheege yauvan mein hulchul
Na baadalon mein guftagu hai
Na chai pakodi ka hi koi pal

Dhoop bhi chilchilaati nahi
Na chaandni ka koi aalam
Na jharnon ki aarzoo kahin
Na ye chhuttiyon ka mausam

Sarson bhi nahi dikhte hain
Patang asma me ab tak na naacha hai
Naye patte bhi kahin na ugte hain
Na muskaraata koi bhi raasta hai

Jaane ye kaun sa mausam hai
Tum paas hokar bhi itne door ho
Har baat shuru hone se pehle khatm hai
Kaam ho na ho, masroof ho…

itna pyaar…



tum mujjhe chhod kar chale gaye,
is baat ka mujjhe gham nahi hai,
gham hai toh sirf is baat ka ,ki tum,
humse apna dil bhi chhheen kar chale gaye

tumhi ko dil diya,tumhi ko jaan denge,
kabhi mujjhse yeh kaha karte the,
inhi baaton ke sahare tumhara intezaar kara..
inhi yaadon mein apni zindagi bita denge…

zindagi mein kucchh baatein sachh hoti hain:
ek sachh yeh hai ki main tumse pyaar karti hoon,
ek sachh yeh bhi hai ki yeh sab jaanke bhi tum mujjhe chhod kar chale gaye,
ek sachh yeh bhi hai ki tum bhi mere liye tadapte ho,
aur ek sachh yeh bhi sunlo ki main tumhara meri zindagi mein waapis aane ka aaj tak intezaar karti hoon.

milta nahi hai pyaar aasaani se zindagi mein,
mera naseeb bhi kabhi khula tha…
par ab toh dil mein pathjhad hi hai,
fir bhi aisa lagta hai ki tum aayethe kal bahaar banke meri zindagi mein…

dil ki ek baat tumhe batati hoon,
phir chahe tum ise maano ya na maano,
kehti to hoon sabse ki tum mere dost ho…
magar pyaar ka ddeep dil mein tumhare liye hi jalati hoon…

kya yaad hai tumhe woh din?
jab hum ek saath ghooma karte the?
jab humara kabza tha tumhare khayalon par raat aur din…
aur hum bhi tumse kam pyaar nahi karte the…

Ansoo…Touchy Shayari…



Bighi Palkon Tale Hum Ne Chupae Ansoo,

Hasna Chaha Maghar Ankh Me Ae Ansoo,
Tum Ko Malum Shayad Ho K Na Ho,
Tere Jane Pe Bhohat Hum Ne Bahae Ansoo,
Pyar Ik Khel Kaha Tha Ke Tamasha Karte,
Hum Ne Yeh Soch Ke Khud Se Bhi Chupae Ansoo,
Jo Tere Sangh Bite The Vo Din Yaad Bhohat Ae,
Hum Ne Injame Muhabat Pe Bahae Ansoo,
Tu Sada Khush Rahe,
Abad Rahe,
Shad Rahe,

Teri ek hasi pe…



Teri ek hasi pe ye dil qurbaan kar jaoo,
Aitraaz na ho agar to tera dil chura le jaoo,
Na behne du kabhi in aakho se aansu,
Tu kahe to tere saare sitam sah jaoo.

Hasta hua rakhu tere labo ko hamesha,
Chumkar jinhe woh pyaari muskaan de jaoo,
Seene se laga ke rakhu tumhe,
mann to karta hai tujhme sama jau.

Sunti hi rahu tumhari dhadkano ko,
aur apne dil ki har baat kah jau,
gum ko kabhi kareeb na aane du,
aur tumhe zindage ki khushiya tamaam de jaoo

Mithi aankh



Te jo mithdi aankh maari,
Mara haiya ma jhankaar vaagi;
Je shakya naa hoy eva ghanaa,
Svapnoni aas jaagi

Te jo be mitha bol bolya,
Maara kaano ma sangeet vaagyu;
Dhime dhime taara vichaaro nu,
Maara jeevan ma pravaas jagyu.

Te jo maaro haath pakadyo,
Main maara mata-pita ni aangadi chodi;
Aakhu jeevan taari saathe rehva,
Main maara parivaar no saath chodyo.

Te jo maaro saath aapyo,
Maara svapno ne saacha padta main joya;
Pan saambhad… ek vaat che
J mane khoti laagti aavi.

Tu maaro ne hoon taari,
Prem che aatlo swarthi kem;
Mata-pita, parivaar no saath chodi,
Shu prem bani shake safal tu keh.

Aaje hu chhodu chu haath taro,
Na samjish k mein chodyo saath taro;
Aa maaro rasto ne pelo che taaro,
Have che taari malvaani vaat khoti.

To aaj pachi aapde malishu nahi,
Haan yaad to aapde ek bijaane karshu;
Aankh pan bheeni thai jashe maari
Yaad kari e mithdi aankh taari…!

Pyar Tera Dil Se Juda Ho Na Saka…



Mere Mehboob Tu To Sath Mera Chod Diya …
Han Magar Pyar Mere Dil Se Juda Ho Na Saka…

Yaad Aate Hain Mujhe Bite Huwe Wo Lamhey..
Jo Tere Sath Hanste Huwe Bitey They Kabhi…

Raz Har Ek Pe Apni Muhabbat Ka Aya…
Mujhko Farhad Kaha Tha Tujhko Shree Ye Jahan…

Peyar Ki Rah Men Ek Mod Yahan Aisa Mila…
Hum Safar Sath Jahan Tera Mera Choot Gaya

Mere Mehboob Tu To Sath Mera Chod Diya…
Han Magar Pyar Mere Dil Se Juda Ho Na Saka

Friday, December 10, 2010

I love you.(priya shayari)



(Kal ho na ho)
Naina kaas me tum hai bata sakta ke,
Me tum hai kitna chahta hu,
I love you, I love you
I love you so much love you and
Me aankh band karu to tum hai
Dekhta hu,
Me aankhe kholu to tun hai Dekhna chah ta hu,
Tum paas nahi hoti to tum hai
Aapne aas paas me dhudh ta hu.
Mere naina meri naino ki talas karte hai,
Ise pyar kaho ya pagal pan,
Ek hi baat hai.
Pyar to bohut log kare hoge,
Par mere jaisa pyar koi bhi nahi karega, kyu ki
Us ke paas tum jo nahi ho.
me tum hai khona nahi chah ta or
hame sa apne paas rakhna chah ta hu.
Har pal har ghadi, marte dam tak tum meri ho
Or meri hi rahogi!

Hum ek baar jite ahi.(priya shayari ahmedabad)



(kuchh kuchh hota hai)
Hum ek baar jite hai, ek baar marte hai
Ek baar pyar kare hai, shadi bhi ek baar
Or vo pyar me kar chukka hu.

Wednesday, December 8, 2010

Lag ja gale fir ye.(priya shayari gujrat)



(fanah)
Lag ja gale ke fir ye,
hasin raat ho na ho,
shayad fir is janam me,
mulakaat ho na ho.

Tere dil me meri saanon ko.(priya shayari hindimsg)



(fanah)
Tere dil mein meri saanson ko panah mil jaaye
tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren hum
magar ab chaand pura hai falk pe or pure hai hum

Hum ko bhul paoge kese.



(fanah)
Dur Humse Jaa Paoge Kaise,
Humko Bhool Paoge Kaise.
Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye,
Khud Apni Saanso Ko Rok Paoge Kaise..

Be khudi ki zindagi.



(fanah)
Bekhudi Ki Zindagi Hum Jiya Nahi Karte,
jaam dusroka hum Piya Nahi Karte.
Unse Mohabbat he to Izhaar Aakar Khud Karein,
Yun Kisika Peecha Hum bhi kiya nahi karte

Tuje dekh ke ye ghazal kehte hai.


(maan)
Husn ko chand, jawani ko kamal kehte hain
Dekh kar hum tujhe ek zhooh ghazal kehte hain
Uff yeh sangeh marmar sa tarasa hua saffaaf badan
Dekhne wale tujhe Taj Mahal kehte hain

Kbhi kbhi mere dil me.



(kabhi kabhi)
Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hain
Ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne pati
To sadab ho bhi sakti thi
Yeh ranjho gham ki siyahi jo dil pe chhayi hai
Teri nazar ki suahon main kho bhi sakti thi
Magar yeh ho na saka,
Magar yeh ho na saka aur ab ye aalam hai
Ki tu nahi, tera gham, teri joostjoo bhi nahi
Guzar rahi hai kuchh iss tarah zindagi jaise, isse kisi ke sahare ki aarzoo bhi nahi
Na koi raah, na manzil, na roshni ka suragh
Bhatak rahin hai andheron main zindagi meri
Inhi andheron main reh jaoonga kabhi kho kar
Main janta hoo meri hum-nafas, magar yoonhi
Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

Khuda se teri sikayat karu.



(fanah)
Pani Se Pyaas Na Bujhi
Toh Maikhane Ki taraf Chal Nikla
Socha Shikayat Karun Teri Khudha Se
Par Khudha bhi Tera Ashiq Nikla…

Bas ek ha ke intezar me.



(gazni)
Bas ab ek haan ke intezaar me raat yunhi guzar jaayegi,
ab toh bas uljhan hai saath mere neend kahan aayegi,
Subah ki kiran na jaane konsa sandesh laayegi,
rimjhim is gungunayegi ya pyaas adhuri reh jaayegi…

Monday, December 6, 2010

Kal tak tha anjana.



(har dil jo pyar karega)
Kaal thak jo ajnabee tha
Dil aaj ussi ko chahta hai
Zindagi dene wale tujhpe
Marjaane ko jee chahta hai
 
Powered by Blogger